Sumwali Daav Lyrics – Emiway Bantai
Seedha Sumwaali
Seedha Sum Mein
Rap Aayega
Trap Scene Chalu Kya Bolte
Seedha Sumwaali
Sum Sum Mein
Seedha Sumwaali Daav
Koyi Alag Taan Ni Bhaav
Back to Back Ye Chadh Rahe Track
Mera Bhaav Saare Gaaon
Mere Sumwaali Daav Bhaari Daav
Seedha Sumwaali
Har Hapte Tera Bollywood Me
Jaise Mera Channel Hai
Paani Mein Hum Shark
Registaan Mein Hum Camel Hai
Ab Mujhse Jalne Waale Kaafi Badhe Log Hai
Har Samay Le Raha Inke
Jaise Yahan Lete Inka Panel Hai
Fan Mere Sambhaal Le Khud
Aise Ho Gaya Uthra Maloom Nahi
Aaj Kahan Hai Meri Shoot
Phir Ghar Pe Aake Aatma Meri Uchhal Jaati Bhoot
Phir Gaana Release Kar Ke Meri Zindagi on Loop
Chahiye Mereko Khaali Sukh
Pade Phook Ke Main Chhod Deta Jhoot
Kyunki Phook Ke Bhi Rooh Ko
Nahi Mil Raha Tha Sukh
Shaatir Phook Denge Baadalon Mein
Ghoom Jayega Snoop
Abey Paagal Hoon Main Kidhar Ka Tu Snoop
Seedha Sumwaali Daav
Koyi Alag Taan Ni Bhaav
Back to Back Ye Chadh Rahe Track
Mera Bhaav Saare Gaaon
Mere Sumwaali Daav Bhaari Daav
Seedha Sumwaali
Ye Shot Seedha Sumwaali
Tere Jaise Nikle Suwaali
Saath Mein Khadne Waali Public
Seedha Palti Ghoom Jaari
Raat Ko Rakhla Jaake Seedha
Bike Ko Leke Vroom Khaari
Seedha Road Rush
Ghar Pe Gaaye Ko Ban Ke Be Saale Hosh
Ab Bro Nahi Bolna Mereko Bolne Mein Nahi Tera Dost
Kitna Bharu Wo Paala Maine Liya Maine Bojh
Jahan Teri Khatam Hoti Wahan Pe Shuru Hoti Soch
Chahiye Mereko Hari Note
Fate Rose Gala Froze
Koyi Nahi Close Khaali Close Karu
Deal Abhi Mudde Ki Soch
Kaafi Dukh Bhare Din Dekhe Tabhi Bane Goat
Abhi Jo Bhi Bolu Ban Jaata Wo Quote
Seedha Sumwaali Daav
Koyi Alag Taan Ni Bhaav
Back to Back Ye Chadh Rahe Track
Mera Bhaav Saare Gaaon
Mere Sumwaali Daav Bhaari Daav
Seedha Sumwaali
Chhode Sabko Fashion Sikhane Main
Aaya Same Drip Karne Nahi
Same Flow Same Vibe Khoda Drip Karne Nahi
Subah Ungli Galat Jagah Use Karta
Toh Zindagi Kitaab Tujhe Page Flip Karne Nahi Aata Hai
Kisi Ka Nahi Khaya Tabhi Chaar Paanch Khaata Hai
Game Kara Raaj Kyunki Bhai Tera Raja Hai
Garam Garam Note Chhote Dough Yahan Taaza Hai
Beat Pe Kaun Paasha Hai Beech Mein Se Khaa Jaaye
Main Goal Ke Taraf Pe Nikla Kar Ke Tujhe Nutmeg
Set Lag Raha Ghar Mera Life Mein Hai Sab Set
Tu Flex Karne Aa Raha Game Main Maara Khaali Do Set
Chill Maar Ke Dikha Do Tu Step Ya Kunafa
Fan Mere Sambhaal Le Khud
Aise Ho Gaya Uthra Maloom Nahi
Aaj Kahan Hai Meri Shoot
Phir Ghar Pe Aake Aatma Meri Uchhal Jaati Bhoot
Phir Gaana Release Kar Ke Meri Zindagi on Loop
Chahiye Mereko Khaali Sukh
Pade Phook Ke Main Chhod Deta Jhoot
Kyunki Phook Ke Bhi Rooh Ko
Nahi Mil Raha Tha Sukh
Shaatir Phook Denge Baadalon Mein
Ghoom Jayega Snoop
Abey Paagal Hoon Main Kidhar Ka Tu Snoop
Seedha Sumwaali Daav
Koyi Alag Taan Ni Bhaav
Back to Back Yeh Chadh Rahe Track
Mera Bhaav Saare Gaaon
Mere Sumwaali Daav Bhaari Daav
Seedha Sumwaali
