Lafzon Mein Keh Na Saku Lyrics

in

"Lafzon Mein Keh Na Saku" Song Details:

Album/Label: Aap Ka Abhijeet Sawant
Singer(s):Abhijeet Sawant
Composer(s):Biddu Appaiah
Music Director(s):Biddu Appaiah, Sameer
Genre(s):Romantic
Director(s):Deepak Tijori
Music Label:© Sony Bmg
Starring:Abhijeet Sawant, Rahul Sana, Prajakta Shukre, Rahul Vaidya
Release on:7th April, 2005

Lafzon Mein Keh Na Saku Lyrics – Abhijeet Sawant

Lafzon mein keh na sakun
Bin keh bhi reh na sakun
Lafzon mein keh na sakun
Bin keh bhi reh na sakun
Nasha hi nasha raat din
Hai na pucho yeh kaisa pyar hai
Lafzon mein keh na sakun
Bin keh bhi reh na sakun

lyricsbogie.com
Halki si barsaat mein
Pehli mulakat mein
Pehli hi baar mein
Dil ko mere le gayi
Chahat ke ikrar mein
Anjaana gham de gayi
Aayi jab saamne jaane
Kyun woh darr gayi paagal
Mujhko kar gayi janeman
Janeja
Na jaane kya baat hai
Lage ki din mein raat hai
Na jaane kya baat hai
Lage ki din mein raat hai
Nayi hai subah to nayio shaam
Ajab haal mera yaar hai
Lafzon mein keh na sakun
Bin keh bhi reh na sakun

Mera dil meri jaan mein
Yahan tu hai kahan
Mein dekhun mudke jidhar
Aaye mujhe tu nazar
Kehti hai chahate
Deewana mein ho gaya
Teri chahat mein sanam
Najaane kab kho gaya
Yeh kaisa hai asar mujhko na
Itni khabar kab jaaga kab
So gaya jane man jaaneja

Lafzon mein keh na sakun
Bin keh bhi reh na sakun
Lafzon mein keh na sakun
Bin keh bhi reh na sakun
Nasha hi nasha raat din
Hai na pucho yeh kaisa pyar hai
Lafzon mein keh na sakun
Bin keh bhi reh na sakun
Lafzon mein keh na sakun
Bin keh bhi reh na sakun.

Lafzon Mein Keh Na Saku Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *