Nakhre Dikhla Ke Le Liya Lyrics

in

"Nakhre Dikhla Ke Le Liya" Song Details:

Movie: Nazneen (1951)
Singer(s):Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Lyricist(s):Shakeel Badayuni
Composer(s):Ghulam Mohammad
Music Director(s):Ghulam Mohammad
Genre(s):Masti
Director(s):N.K. Ziree
Music Label:© Saregama
Starring:Nasir Khan, Madhubala, Jayant, Cuckoo, Agha

Nakhre Dikhla Ke Le Liya Lyrics – Mohammed Rafi, Shamshad Begum

lyricsbogie.com
Nakhre dikhla ke dil  le liya albeliya
Tere balam ban gaye hum, hum
Tere balam ban gaye hum, hum
Mujhko sahara tune de diya pardeshiya
Mera manwa nache chham chham
Mera manwa nache chham chham

Mai nirdhan tu daulat wali
Ye milap mushkil hai
Haye ye milap mushkil hai
Tere pas bhi dil hai pyare
Mere pas bhi dil hai
Tere pas bhi dil hai pyare
Mere pas bhi dil hai, main sadke
Teri bali umar teri tirchhi nazar
Teri patli kamar ka jawab nahi
O jawab nahi
Mujhko sahara tune de diya pardeshiya
Mera manwa nache chham chham
Mera manwa nache chham chham
Nakhre dikhla ke dil  le liya albeliya
Tere balam ban gaye hum, hum
Tere balam ban gaye hum, hum

Mai panchhi aur tu pardeshi
Milke sang uad jaye
Haye milke sang uad jaye
Apne pyar ke jo hai dushman
Unke hath na aaye
Apne pyar ke jo hai dushman
Unke hath na aaye, main sadke
Tere dam se sajan mera ghar hai chaman
Tere dil ki lagan ka jawab nahi o jawab nahi

Nakhre dikhla ke dil  le liya albeliya
Tere balam ban gaye hum, hum
Tere balam ban gaye hum, hum
Mujhko sahara tune de diya pardeshiya
Mera manwa nache chham chham
Mera manwa nache chham chham.

Nakhre Dikhla Ke Le Liya Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.