Niklo Na Benaqab Lyrics

in

"Niklo Na Benaqab" Song Details:

Album/Label: Na-Yaab (1985)
Singer(s):Pankaj Udhas
Lyricist(s):Mumtaz Rashid
Composer(s):Pankaj Udhas
Music Director(s):Pankaj Udhas
Genre(s):Ghazal
Music Label:© Universal Music
Starring:Pankaj Udhas
Release on:1st January, 1985

Niklo Na Benaqab Lyrics – Pankaj Udhas

Be parda nazar aayee jo kal chand biviya
Akbar jamin mein gairat konee se gad gaya
Pucha jo maine aapka parda woh kya huva
Kehane lagee ke akal par mardo ke pad gaya

Nikalo naa benakab
Niklo naa benakab zamana kharab hai
Niklo naa benakab zamana kharab hai
Aur usape yeh shabab zamana kharab hai
Niklo naa benakab zamana kharab hai

lyricsbogie.com
Sab kuchh hame khabar hai nasihat naa kijiye
Sab kuchh hame khabar hai nasihat naa kijiye
Sab kuchh hame khabar hai nasihat naa kijiye
Sab kuchh hame khabar hai nasihat naa kijiye
Kya honge ham kharab zamana kharab hai
Kya honge ham kharab zamana kharab hai
Aur usape yeh shabab zamana kharab hai
Niklo naa benakab zamana kharab hai

Matalab chhupa huva hai yaha har sawal mein
Matalab chhupa huva hai yaha har sawal mein
Matalab chhupa huva hai yaha har sawal mein
Matalab chhupa huva hai yaha har sawal mein
Do sochkar jawab zamana kharab hai
Do sochkar jawab zamana kharab hai
Aur usape yeh shabab zamana kharab hai
Niklo naa benakab zamana kharab hai

Rashid tum aa gaye ho naa aakhir fareb mein
Rashid tum aa gaye ho naa aakhir fareb mein
Rashid tum aa gaye ho naa aakhir fareb mein
Rashid tum aa gaye ho naa aakhir fareb mein
Kehate naa the janab zamana kharab hai
Kehate naa the janab zamana kharab hai
Aur usape yeh shabab zamana kharab hai
Niklo naa benakab zamana kharab hai
Aur usape yeh shabab zamana kharab hai
Niklo naa benakab zamana kharab hai
Zamana kharab hai, zamana kharab hai
Zamana kharab hai, zamana kharab hai.

Niklo Na Benaqab Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.