Rangeela Re Lyrics – Aditya Narayan, Asha Bhosle
Yai re yai re jor lagake naache re
Yai re yai re milke dhoom machaaye re
Chal mere sang sang lele duniya ke rang
Hoja rangeela re rang rang rangeela re
Yai re yai re jor lagake naache re
Yai re yai re milke dhoom machaaye re
Chal mere sang sang lele duniya ke rang
Hoja rangeela re rang rang rangeela re
Itne chehron mein
Apne chehre ki pehchaan
Oh ho pehchaan oh ho
Bade bade naamon mein
Apna bhi naamonishaan
Oh ho pehchaan oh ho
Jeene mein phir to kya baat ho
Din naya aur nayi raat ho
Har ghadi bas khushi saath ho
Yai re yai re jor lagake naache re
Yai re yai re milke dhoom machaaye re
Chal mere sang sang lele duniya ke rang
Hoja rangeela re rang rang rangeela re
Rangeela re
Arre yaaron mere paas to aao
Meri mushkil door bhagaao
Cadbury’s bole main meetha hoon
Amul bole main meetha hoon
Horlicks bole main achchha hoon
Complan bole main achchha hoon
Kya sabne socha main bachcha hoon
Chocolate khaane mein tension hai
Doodh peene mein tension hai
Tension tension tension
Duniya mein hi rehkar
Duniya mein jo
Jeene ke andaaz ko na jaane
Maathe yahan thope
Chaand ya taaron mein
Kismat ko dhoondhein par
Khud mein kya hai ye na jaane
Khud pe hi humko yakeen ho
Mushkilein raah ki aasaan ho
Donon haathon mein ye jahaan ho
Yai re yai re jor lagake naache re
Yai re yai re milke dhoom machaaye re
Chal mere sang sang lele duniya ke rang
Hoja rangeela re rang rang rangeela re
Rangeela re.