Saajana Lyrics

in

"Saajana" Song Details:

Movie: Pappu Can't Dance Saala (2010)
Singer(s):Kailash Kher
Lyricist(s):Amitabh Bhattacharya, Saurabh Shukla
Composer(s):Malhar
Music Director(s):Malhar
Genre(s):Happy (Feel Good)
Director(s):Saurabh Shukla
Music Label:© Saregama
Starring:Vinay Pathak, Neha Dhupia, Rajat Kapoor, Naseeruddin Shah
Release on:16th December, 2011

Saajana Lyrics – Kailash Kher

Sakhiyan kyu ghole
Kaano mein kadvi bhasha
Sapna hai jhoota tera
Jhooti hai asha

Sakhiyan ye bole
Tera pardesi saiyaan
Na wo ghar lotega
Na thamega baiyan

Jag chaye jo bole
Main dil se kyu lagaun re
Saajana ke rang mein
Saajani ban ke main
Rang jaaun

lyricsbogie.com
Saajana saajana
Saajana saajana
Saajana saajana..re
Saajana saajana
Saajana saajana
Saajana saajana..re

Sakhiyan kyu ghole
Kaano mein kadvi bhasha
Sapna hai jhoota tera
Jhooti hai asha

Sakhiyan ye bole
Tera pardesi saiyaan
Na wo ghar lotega
Na thamega baiyan

Jag chaye jo bole
Main dil se kyu lagaun re
Saajana ke rang mein
Saajani ban ke main
Rang jaaun

Saajana saajana
Saajana saajana
Saajana saajana..re
Saajana saajana
Saajana saajana
Saajana saajana..re

Saajana pardesh gaye to
Lehna neer bahaun kyu main
Sakhiyon ki baatiya jhooti
Sun ke shok banaun kyu main
Saajana ke satrangi
Sapne pe main balihari jaaun
Radha ke saajana ke
Sapno se rang churaun kyu main
Kyu na bindiya chamkaaun
Kyu na payal chankaaun
Saajana ki dhun mein
Vaari vaari jaaun

Jag chaye jo bole
Main dil se kyu lagaun re
Saajana ke rang mein
Saajani ban ke main
Rang jaaun

Saajana saajana
Saajana saajana
Saajana saajana..re
Saajana saajana
Saajana saajana
Saajana saajana..re

Saajana ji se hai mera
Man se man ka esa naata
Rheta jis desh mein bhi ho
Mera saajana wo khelata
Dono ke beech ho
Jitni bhi doori
Ghabraau kyu main
Aankiyan mundu to
Man mein mukhda
Uuska hi khil jata
Dil ki hi boli bolun
Saajana ko main na tolu
Saajana hai mere
Saajana ki main holu

Jag chaye jo bole
Main dil se kyu lagaun re
Saajana ke rang mein
Saajani ban ke main
Rang jaaun

Saajana saajana
Saajana saajana
Saajana saajana..re
Saajana saajana
Saajana saajana
Saajana saajana..re

Sakhiyan kyu ghole
Kaano mein kadvi bhasha
Sapna hai jhoota tera
Jhooti hai asha

Sakhiyan ye bole
Tera pardesi saiyaan
Na vo ghar lotega
Na thamega baiyan

Jag chaye jo bole
Main dil se kyu lagaun re
Saajana ke rang mein
Saajani ban ke main
Rang jaaun

Saajana saajana
Saajana saajana
Saajana saajana..re
Saajana saajana
Saajana saajana
Saajana saajana..re
Saajana saajana
Saajana saajana
Saajana saajana..re
Saajana saajana
Saajana saajana
Saajana saajana..re.

 

Saajana Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.