Sabar Ka Phal Lyrics

in

"Sabar Ka Phal" Song Details:

Movie: Atithee (1978)
Singer(s):Anandji Virji Shah, Manna Dey
Lyricist(s):Verma Malik
Composer(s):Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Director(s):Kalyanji Virji Shah
Genre(s):Classical
Director(s):Aravind Sen
Music Label:© Saregama
Starring:Shashi Kapoor, Shabana, Shatrughan Sinha, Vidya Sinha, Utpal Dutt, Mac Mohan, Deven Verma, Bharat Bhushan
Release on:27th July, 1978

Sabar Ka Phal Lyrics – Anandji Virji Shah, Manna Dey

Bach ke rahna mere bagto
Jab koi mile hasina
Ha ji jab koi mile hasina
Gori gori har gori ka
Dil hai kala kala
Nikal gaya diwala
Jinka padgaya pala
Ha ji jinka padgaya pala
Abhi zahar ki pudiya hai ji
Rajni ho ya radha
Rajni ho ya radha
Kachi kachi kaliya
Nirmal kachi kaliya hai ye
Nakhare in ke jayada
Du dur se darsan karna
Kabhi na karna inse vada
Kabhi na karna vada
Inse kabhi na karna vada

Sabr ka phal hai
Meetha re meetha meetha
Sabr ka phal meethava
Re mitva
Dhire dhire dhar dhiraj tu
Dhire dhire dhar dhiraj tu
Kah gaye baba babbu
Babbua
Sabr ka phal meethava meethava meethava

Phehan ke tu santos ki mala mala
Vah vah mala mala
Phehan ke tu santos ki mala
Apne man ko mar le tala
Dhiraj ki seema na tute
Yahi prit ki rutva
Rutva
Sabr ka phal meethava

lyricsbogie.com
Meetha meetha sabr ka phal
Meetha meetha meetha
Sabr ka phal meethava

Ka kahta hai sambhal sambhal
Kar chalna
Ta kahta gori gori goriyo se bachna
O ma ma mama

Ma kahta hai moh maya me na fasna
Na fasna
Ra kahta hai dhan dolat ka chakarrr
Ni kahta hai nahi nahi nahi
Sa kahta hai
Samjh samjh re manva
Manva manva
Sabr ka phal hai meethava meethava
Jaldi jaldi ka phal hai re kadva kadva
Sabr ka sabr ka meethava re meethava.

Sabar Ka Phal Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.