Subhanallah Jo Ho Lyrics

in

"Subhanallah Jo Ho" Song Details:

Movie: Yeh Jawaani Hai Deewani (2013)
Singer(s):Sreerama Chandra Mynampati
Lyricist(s):Rakesh Kumar (Kumaar)
Composer(s):Pritam Chakraborty
Music Director(s):Pritam Chakraborty
Genre(s):Romantic
Director(s):Ayan Mukerji
Music Label:© T-Series
Starring:Deepika Padukone, Ranbir Kapoor, Aditya Roy Kapoor, Kalki Koechlin, Poorna Jagannathan, Evelyn Sharma, Mokshad Dodwani, Omar Khan
Release on:31st May, 2013

Subhanallah Jo Ho Lyrics – Sreerama Chandra Mynampati

Ek din kabhi jo
Khud ko tarashe
Meri nazar se
Tu zara haaye re
Aankhon se teri
Kya kya chhupa hai
Tujhko dikhaun
Main zara haaye re
Ek ankahi si daastan daastan
Kehne lagega aaina

lyricsbogie.com
Subhanallah
Jo ho raha hai
Pehli dafa hai
Wallah aisa hua
Subhanallah
Jo ho raha hai
Pehli dafa hai
Wallah aisa hua

Meri khaamoshi se
Baatein chun lena
Unki dori se
Taareefein bun lena
Haan
Meri khaamoshi se
Baatein chun lena
Unki dori se
Taareefein bun lena

Kal nahi thi jo aaj lagti hoon
Taareef meri hai khaamakha
Tohfa hai tera mere adaa

Ek din kabhi jo
Khud ko pukaare
Meri zubaan se
Tu zara haaye re
Tujhmein chhupi si
Jo shaayari hai
Tujhko sunaun
Main zara haaye re
Ye do dilo ka wasta wasta
Khul ke bataya jaaye na

Subhanallah
Jo ho raha hai
Pehli dafa hai
Wallah aisa hua
Subhanallah
Jo ho raha hai
Pehli dafa hai
Wallah aisa hua

Subhanallah
Jo ho raha hai
Pehli dafa hai
Wallah aisa hua
Subhanallah
Jo ho raha hai
Pehli dafa hai
Wallah aisa hua.

Subhanallah Jo Ho Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.