वादे सारे Waade Saare Lyrics

in

वादे सारे – Waade Saare Lyrics in Hindi by Jubin Nautiyal from T-Series label. “Waade Saare” Hindi song was composed by Shubham Srivastava, with lyrics written by Kaushal Kishore.

"Waade Saare" Song Details:

Label: T-Series
Singer(s):Jubin Nautiyal
Lyricist(s):Kaushal Kishore
Music Director(s):Shubham Srivastava
Genre(s):Playful
Music Label:© T-Series

Waade Saare Lyrics – Jubin Nautiyal

Jism Mein Tha Tu Jaan Ke Jaise
Aise Kaise Donon Kho Gaye
Aaya Tujhe Na Ishq Nibhana
Tum Bhi Auron Jaise Ho Gaye

Nahi Yeh Nahi Yeh Toh
Nahi Hone Wala Tha Na

Kaise Donon Bichhad Gaye
Waade Saare Kidhar Gaye
Kaise Donon Bichhad Gaye
Yeh Toh Nahi Hone Wala Tha Na
Dil Se Kaise Utar Gaye

Ek Dard Ka Samandar Tanha Main Jiske Andar
Jahan Gham Har Dam Dil Mein Chubhta Rahe
Bhigi Hui Ye Aankhein Kahan Chhoda Tumne Laake
Ye Zakhm-e-sitam Tumse Humdum Mile

Maangu Ab Toh Main Rab Se Bas Yahi
Mar Jayenge Na Milenge Phir Kabhi

Yeh Toh Nahi Hone Wala Tha Na
Waade Saare Kidhar Gaye
Kaise Donon Bichhad Gaye
Waade Saare Kidhar Gaye
Kaise Donon Bichhad Gaye

Mera Dil Meri Jaan
Jaise Jalta Jahan
Sab Kuch Mera Barbaad Hua

Ho Gaya Hai Juda
Jo Tha Mera Khuda
Jaise Jism Se Rooh Azaad Hua

Waade Saare Kidhar Gaye?

जिस्म में था तू जान के जैसे
ऐसे कैसे दोनों खो गए
आया तुझे ना इश्क़ निभाना
तुम भी औरों जैसे हो गए

नहीं ये नहीं ये तो
नहीं होने वाला था ना

कैसे दोनों बिछड़ गए
वादे सारे किधर गए
कैसे दोनों बिछड़ गए
ये तो नहीं होने वाला था ना
दिल से कैसे उतर गए

एक दर्द का समंदर तन्हा मैं जिसके अंदर
जहाँ ग़म हर दम दिल में चुभता रहे
भीगी हुई ये आँखें कहाँ छोड़ा तुमने लाके
ये ज़ख़्म-ए-सितम तुमसे हमदम मिले

माँगूँ अब तो मैं रब से बस यही
मर जाएँगे ना मिलेंगे फिर कभी

ये तो नहीं होने वाला था ना
वादे सारे किधर गए
कैसे दोनों बिछड़ गए
वादे सारे किधर गए
कैसे दोनों बिछड़ गए

मेरा दिल मेरी जान
जैसे जलता जहाँ
सब कुछ मेरा बर्बाद हुआ

हो गया है जुदा
जो था मेरा ख़ुदा
जैसे जिस्म से रूह आज़ाद हुआ

वादे सारे किधर गए?

Waade Saare Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *