Woh Aa Rahe Hain Lyrics

in

"Woh Aa Rahe Hain" Song Details:

Movie: Ladka Ladki (1966)
Singer(s):Usha Khanna
Lyricist(s):Rajendra Krishan
Composer(s):Madan Mohan
Music Director(s):Madan Mohan
Genre(s):Playful
Director(s):Som Haksar
Music Label:© Saregama
Starring:Kishore Kumar, Mumtaz, Laxmi Chhaya, I.S. Johar

Woh Aa Rahe Hain Lyrics – Usha Khanna

Woh aa rahe hain samane se
Chand no jawa
Karte hai baat se to jaise
Tis maar khan
Laila ki ungaliya hai ya
Majanu ki pasliya
Chalta nahi hai pata ke hai
Ladke hai ya ladkiya
Ke hailadke hai ya ladkiya
Ke hailadke hai ya ladkiya
Hey kamal ho ya kamala
Bimal ho ya bimala
Batate jana sarkar
Nahi to hum samjhege
Ki channa jor garam

Kamal ho ya kamala
Bimal ho ya bimala
Batate jana sarkar
Nahi to hum samjhege
Ki channa jor garam

lyricsbogie.com
Ye kaun ke thekedar
Banege kya kahna
Ye desh ke pehare dar
Banege kya kahna
Hari nisani aur pila chehera
Aur na laahu badan mein
Julf gira ke mathe pe
Ye khak ladege
Channa jor garam
Kamal ho ya kamala
Bimal ho ya bimala
Batate jana sarkar
Nahi to hum samjhege
Ki channa jor garam

Ladki dekhi khas liya
Bhai khub kiya
Ladki dekhi khas liya
Bhai khub kiya
Aaji kya badiya romance kiya
Bhai khub kiya
Shuku shuku gaate gaate
Ho gayi suku
Channa jor garam
Kamal ho ya kamala
Bimal ho ya bimala
Batate jana sarkar
Nahi to hum samjhege
Ki channa jor garam

Chidi mar ka pahlwan
Tum jiyo jiyo
Aasi pond ke no jawan
Tum jiyo jiyo
Chidi mar ka pahlwan
Tum jiyo jiyo
Aasi pond ke no jawan
Tum jiyo jiyo
Tumse kya banduk uthegi
Kya chalegi talwar
Dusman ager aa jaye to
Pahna dena haar
Channa jor garam
Kamal ho ya kamala
Bimal ho ya bimala
Batate jana sarkar
Nahi to hum samjhege
Ki channa jor garam.

Woh Aa Rahe Hain Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.