Zamana Kaisa Lyrics

in

Zamana Kaisa Lyrics, is a Hindi Sad song from the soundtrack of the Indian Hindi film Sitapur Ki Geeta. The song is sung by Mahendra Kapoor and composed by Master Sonik and Om Prakash Sharma, with lyrics of Zamana Kaisa provided by Verma Malik. The film Sitapur Ki Geeta features Hema Malini, Rajesh Khanna, Rajan Sippy, Pran, Shoma Anand, Amjad Khan and Chandrashekhar in a lead role.

"Zamana Kaisa" Song Details:

Movie: Sitapur Ki Geeta
Singer(s):Mahendra Kapoor
Lyricist(s):Verma Malik
Composer(s):Master Sonik, Om Prakash Sharma
Music Director(s):Master Sonik, Om Prakash Sharma
Genre(s):Sad
Director(s):Shibu Mitra
Music Label:© T-Series
Starring:Hema Malini, Rajesh Khanna, Rajan Sippy, Pran, Shoma Anand, Amjad Khan, Chandrashekhar
Release on:8th May, 1987

Zamana Kaisa Lyrics – Mahendra Kapoor

Yaha sab jhagde roti ke hain
Raha pyar na koi arana
Zamana kaisa zamana
Ye aaya kaisa zamana
Zamana kaisa zamana
Ye aaya kaisa zamana
Ise azma ke dekha hain
Thok baja ke dekha
Ho raha pyar na koi arana
Zamana kaisa zamana
Ye aaya kaisa zamana
Zamana kaisa zamana
Ye aaya kaisa zamana
Ise azma ke dekha hain
Thok baja ke dekha

Chahe resmi shal odhle
Chahe bandh langoti
Jeene ke liye chahiye re bhaiya
Do waqt ki roti
Phir kyu chandi sona ikatha
Karke bhare khajana
Do roti hi khani hain
Koi sona to nahi khana
Zamana kaisa zamana
Ye aaya kaisa zamana
Zamana kaisa zamana
Ye aaya kaisa zamana

Amir ka bas jo chale
Garib ko to jeene bhi na de
Roti ki to baat chhod do
Pani bhi peene na de
Dhokhe fareb se lute garib ko
Daulat ka deewana
Pani ko piye chan chan ke
Khun piye anchhana
Zamana kaisa zamana
Ye aaya kaisa zamana
Zamana kaisa zamana
Ye aaya kaisa zamana

Jis majdoor ki mehnat se
Bante hain mahal chobare
Wahi bechara sadak
Kinare apni raat gujare
Garib pe daulat mando ne
Aur kitna julm hain dhana
Jiske pasine se bangle bane
Nahin uska koi thikana
Zamana kaisa zamana
Ye aaya kaisa zamana
Zamana kaisa zamana
Ye aaya kaisa zamana

Jinke dil mein pap bhara hain
Inki niyat khoti
Sab saulat mand chhin rahe hain
Dekho garib ki roti
Roti ke jhagde se
Ujade basta hua gharana
Beti ma se beta bap
Se ho jaye begana
Zamana kaisa zamana
Ye aaya kaisa zamana
Zamana kaisa zamana
Ye aaya kaisa zamana

Pooja path aur dan kare
Bante hain din dayalu
Din ko jitne sardhalu hain
Rat ko utne chalu
Is kamre mein bana hain mandir
Usme ha imaykhana
Idhar parbhu ko bhog lagaye
Udhar bhare paymana
Zamana kaisa zamana
Ye aaya kaisa zamana
Zamana kaisa zamana
Ye aaya kaisa zamana
Ise azma ke dekha hain
Thok baja ke dekha
Ho raha pyar na koi arana

Zamana kaisa zamana
Ye aaya kaisa zamana
Zamana kaisa zamana
Ye aaya kaisa zamana
Ise azma ke dekha hain
Thok baja ke dekha
Ho raha pyar na koi arana
Zamana kaisa zamana
Ye aaya kaisa zamana
Zamana kaisa zamana
Ye aaya kaisa zamana.

Zamana Kaisa Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.