शंकर आते हैं Shankar Aate Hain Lyrics

in

Shankar Aate Hain Lyrics in Hindi: शंकर आते हैं, This Hindi song is sung by Rishi Singh & released by T-Series record company. Music was composed by Ankit–Chetan, with lyrics written by Manoj Muntashir.

"Shankar Aate Hain" Song Details:

Label: T-Series
Singer(s):Rishi Singh
Lyricist(s):Manoj Muntashir
Music Director(s):Ankit–Chetan
Genre(s):Bhajan, Shiv Bhajan
Music Label:© T-Series

Shankar Aate Hain Lyrics – Rishi Singh

Koi Kahe Kailash Base Wo
Koi Kahe Shamshanon Mein
Mahadev Hai Pita Pita Ke
Praan Base Santanon Mein
Aansoo Agar Bulaate Hain

Koi Kahe Kailash Base Wo
Koi Kahe Shamshanon Mein
Mahadev Hai Pita Pita Ke
Praan Base Santanon Mein

Aansoo Agar Bulaate Hain
Soye Prabhu Jag Jaate Hain
Haan Mere Prabhu Jag Jaate Hain

Sukh Mein Aaye Na Aaye
Dukh Mein Shankar Aate Hain
Sukh Mein Aaye Na Aaye
Dukh Mein Shankar Aate Hain

Kaun Ghira Hai Kis Duvidha Mein
Saari Khabar Wo Rakhte Hain
Aankhen Moonde Baithe Hain
Par Sab Pe Nazar Wo Rakhte Hain

Rote Rote Jis Din Koi
Bhakt Kahin So Jaata Hai
Maan Sarovar Ka Paani
Us Din Khaara Ho Jaata Hai

Takleef Prabhu Ko Hoti Hai
Jab Nain Kahin Bhar Aate Hain
Jab Nain Kahin Bhar Aate Hain
Sukh Mein Aaye Na Aaye
Dukh Mein Shankar Aate Hain

Dukhiya Dekhal Man Se Jis Pal
Aah Nikalne Lagti Hai
Sunte Hain Kailash Shikhar Pe
Barf Pighalne Lagti Hai

Andhiyaaron Mein Agar Pukaaro
Ban Jaaye Shiv Saathi
Man Kutiya Mein Jal Jaaye
Koi Deepak Bin Baati

Jinke Saath Hua Hai Aisa
Wo Hi Log Batate Hain
Jinke Saath Hua Hai Aisa
Wo Hi Log Batate Hain

Haan Wo Hi Log Batate Hain
Sukh Mein Aaye Na Aaye
Dukh Mein Shankar Aate Hain

Sukh Mein Aaye Na Aaye
Dukh Mein Shankar Aate Hain
Sukh Mein Aaye Na Aaye
Dukh Mein Shankar Aate Hain

कोई कहे कैलाश बसे वो
कोई कहे शमशानों में
महादेव है पिता पिता के
प्राण बसे संतानों में
आंसू अगर बुलाते हैं

कोई कहे कैलाश बसे वो
कोई कहे शमशानों में
महादेव है पिता पिता के
प्राण बसे संतानों में

आंसू अगर बुलाते हैं
सोए प्रभु जग जाते हैं
हाँ मेरे प्रभु जग जाते हैं

सुख में आए ना आए
दुख में शंकर आते हैं
सुख में आए ना आए
दुख में शंकर आते हैं

कौन घिरा है किस दुविधा में
सारी खबर वो रखते हैं
आंखें मूंदे बैठे हैं
पर सब पे नजर वो रखते है

रोते रोते जिस दिन कोई
भक्त कहीं सो जाता है
मान सरोवर का पानी
उस दिन खारा हो जाता है

तकलीफ प्रभु को होती है
जब नैन कहीं भर आते हैं
जब नैन कहीं भर आते हैं
सुख में आए ना आए
दुख में शंकर आते हैं

दुखिया देखल मन से जिस पल
आह निकलने लगती है
सुनते हैं कैलाश शिखर पे
बर्फ पिघलने लगती है

अंधियारों में अगर पुकारो
बन जाए शिव साथी
मन कुटिया में जल जाए
कोई दीपक बिन बाती

जिनके साथ हुआ है ऐसा
वो ही लोग बताते हैं
जिनके साथ हुआ है ऐसा
वो ही लोग बताते हैं

हां वो ही लोग बताते हैं
सुख में आए ना आए
दुख में शंकर आते हैं

सुख में आए ना आए
दुख में शंकर आते हैं
सुख में आए ना आए
दुख में शंकर आते हैं

Shankar Aate Hain Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.