Zehnaseeb Lyrics – Soham Naik
Aasmaan Aur Zameen Milte Aise
Chahatein Dheere Dheere Baarishein Bann Ke
Labon Se Tere Meri Do Baat Ho
Baahon Mein Tum Ho Barsaat Ho
Tu Jo Hasi Boonde Falak Se Giri
Tere Labon Pe Ruki Ye Zehenaseeb
Chhoo Lu Sabhi Saaye Ye Baarish Ke Bhi
Tere Badan Se Giri Ye Zehenaseeb
Jaaga Jaaga Aaya Hun Main Khwaabon Ke Paar
Kaisi Ishq Ki Ye Adaa Hai
Pehle To Na Hua Aisa Dil Ko Ehsaas
Tere Ishq Mein Jo Hua Hai
Mubaarak Ye, Saugaat Ho
Main Harf Sa Tum Baat Ho
Chaahu Main Aise Meri Harr Raat Ho
Hai Ye Duaayein Meri Tum Sath Ho
Tu Jo Hansi Boondey Falak Se Giri
Tere Labo Pe Ruki Ye Zehenaseeb
Chhoo Lu Sabhi Saaye Ye Baarish Ke Bhi
Tere Badan Se Giri Ye Zehenaseeb
आसमान और ज़मीन मिलते ऐसे हैं
चाहतें धीरे-धीरे बारिशें बन के
लबों से तेरे मेरी दो बात हो
बाहों में तुम हो बरसात हो
तू जो हंसी बूंदे फलक से गिरी
तेरे लबों पे रुकी ये ज़हनसीब
छू लू सभी साये ये बारिश के भी
तेरे बदन से गिरी ये ज़हनसीब
जागा जागा आया हूं मैं ख्वाबों के पार
कैसी इश्क की ये अदा है
पहले तो ना हुआ ऐसा दिल को एहसास
तेरे इश्क में जो हुआ है
मुबारक हो सौगात हो
मैं हरफ सा तुम बात हो
चाहु मैं ऐसे मेरी हर रात हो
है ये दुआएँ मेरी तुम साथ हो
तू जो हंसी बूंदे फलक से गिरी
तेरे लबो पे रुकी ये ज़हनसीब
छू लू सभी साये ये बारिश के भी
तेरे बदन से गिरी ये ज़हनसीब
