Baby Lyrics

in

Baby Lyrics: This Hindi song is sung by Emiway Bantai & released by Emiway Bantai record company. Music was composed by Memax, with lyrics written by Emiway Bantai.

"Baby" Song Details:

Label: Emiway Bantai
Singer(s):Emiway Bantai
Lyricist(s):Emiway Bantai
Music Director(s):Memax
Genre(s):Pop
Music Label:© Emiway Bantai

Baby Lyrics – Emiway Bantai

Shuru Kiya Maine Zero Se
Abhi Ka Lafda Hero Se
Chal Ke Main Aaya Hoon Meelon Se
Tum Mujhse Kya Hi Ab Chheenoge?

Kitne Toh Hurdles Maine Kare Paar
Mehnat Se Pahuncha Main Itna Far
Apnon Ne Kiya Tha Peeth Pe Waar
Tabhi Toh Bana Main Itna Hard Yeah

Hmm Baby Maaloom Nahi Kya Ho Gaya Hai Mujhe
Hmm Baby Somvaari So Ke Utha Tha Subah
Hmm Baby I’M Falling for You Aap Bacha Le Mujhe
Hmm Baby

Shuru Kiya Maine Sab Kuch Yahan Zero Se
Khud Ke Hi Taqdeer Se Lade Taqdeeron Se
Jisko Bhi Likhta Tha Tv Ke Pannon Pe
Kaam Karne Mil Raha Aaj Unhi Se Heroes Se

Ghoomta Tha Main Bhi Yahan 40 per 0 Pe
Chadh Raha Tha Charts Pe Chal Raha Tha Kilo Pe
Kya Bolte Company Mere Ko Tod Daala
Bina Koi Paisa Lagaye in Videos Pe

Hmm Baby Maaloom Nahi Kya Ho Gaya Hai Mujhe
Hmm Baby Somvaar Hi So Ke Utha Tha Subah
Hmm Baby I’M Falling for You Aap Bacha Le Mujhe
Hmm Baby

Aayba

Sabko Lagta Hai Yahan Kismat Chamka Hai
Kisne Yahan Raaton Ki Mehnatein Dekhi?
Sabke Liye Main Bura Ban Chuka Hoon
Kyunki Zariya Mein Daal Di Maine Reki

Asliyat Mein Khud Ko Jaga Lena Hmm
Warna Yahan Gareebi Sone Nahi Deti
Itna Haasil Karna Seekh Chuka Hoon Main
Ab Samandar Ko Bhi Bech Doon Main Reti

Aayba Log Kehte Hain Paisa Rakho
Bure Waqt Mein Kaam Aayega Hmm
Khuda Pe Bharosa Rakho
Bura Waqt Hi Nahi Aayega Ah

but Dynamos Gaane De Daala
Ab Gyaan De Raha Aayba Aayba

Jo Pal Mile Jeene Ko Jee Le Woh Kal Chala Jayega
Baaki Kya Chaalu Hai Aayba Bol Kya Bolte Hain?
Mere Siwa Idhar Koi Kidhar Dikh Raha Nahi
Baarish Mani Ek Waqt Pe Main Tha Raadon Pe

Ab Dheere-Dheere Lage Mere Ghadi Pe Fame
Mein Likh Raha Wahi Saari Cheezein
Kitne Jagah Jaake Show Kare Free Mein
Pt Ne Dekha Tha Meri Zindagi Mein
Par Abhi Laato Khud Common Hai
Aisi Cheez Mein Maar De Raha Jee Pe

Hmm Baby Maaloom Nahi Kya Ho Gaya Hai Mujhe
Hmm Baby Somvaar Hi So Ke Utha Tha Subah
Hmm Baby I’M Falling for You Aap Bacha Le Mujhe
Hmm Baby Yeah Aayba

Baby Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.