Ek Mulaqaat Lyrics

in

Ek Mulaqaat Lyrics – The Hindi song is recorded by Vishal Mishra and Shreya Ghoshal & presented by T-Series label company. The music is produced by Javed-Mohsin, while the lyrics of “Ek Mulaqaat” are penned by Rashmi Virag and Sameer Anjaan. The video of the new track is directed by Dhruwal Patel and Jigar Mulani, while the video features Abhishek Malhan and Sakshi Malik.

"Ek Mulaqaat" Song Details:

Label: T-Series
Singer(s):Vishal Mishra, Shreya Ghoshal
Lyricist(s):Rashmi Virag, Sameer Anjaan
Composer(s):Javed-Mohsin
Music Director(s):Javed-Mohsin
Genre(s):Love
Music Label:© T-Series
Starring:Abhishek Malhan, Sakshi Malik

Ek Mulaqaat Lyrics – Vishal Mishra, Shreya Ghoshal

Waakif Nahi Hai Tu Mujhse Oh Sanam
Jitna Dard Do Ge Rahega Utana Kam
Jaane Huyi Kaisi Yeh Dooriyan
Jitna Tu Tadpe Utana Tadpe Hai Hum

Zinda Rehne Ke Liye Teri Kasam
Zinda Rehne Ke Liye Teri Kasam
Ek Mulaqaat Zaroori Hai Sanam
Ek Mulaqaat Zaroori Hai Sanam

Isse Pehle Ke Yeh Saansein Ho Khatam
Isse Pehle Ke Yeh Saansein Ho Khatam
Ek Mulaqaat Zaroori Hai Sanam
Ek Mulaqaat Zaroori Hai Sanam

Rabba Rabba Karta Hai Dard Dard Mera
Dunia Kyun Samjhe Na Ishq Ishq Mera
Kisiko Kabhi Na Miley Yaara Se Judaayi

lyricsbogie.com
Mera Nahi Mera Nahi Waqt Waqt Mera
Toote Nahi Toote Nahi Sabr Sabr Tera
Marke Bhi Karunga Na Tujhse Bewafayi

Waqt Lagta Hai Zara Si Der Hoti Hai
Kabhi Toh Sau Janam Bhi Kam Pad Jaate Hain
Main Samajhti Hu Magar Yeh Dil Nahi Samjhe
Lehar Se Kyun Kinare Mil Na Paate Hain

Jaane Huyi Kaise Yeh Dooriyaan
Jitna Tu Tadpe Utna Tadpe Hain Hum

Isse Pehle Ke Mera Toote Bharam
Isse Pehle Ke Mera Toote Bharam
Ek Mulaqaat Zaroori Hai Sanam
Ek Mulaqaat Zaroori Hai Sanam

Zinda Rehne Ke Liye Teri Kasam
Zinda Rehne Ke Liye Teri Kasam
Ek Mulaqaat Zaroori Hai Sanam
Ek Mulaqaat Zaroori Hai Sanam

Ishq Ke Dariya Ka Dil Dekho Duba Duba Jaye
Haar Gaya Jo Khudse Wo Phir Paar Nahi Lag Paye
Ek Taraf Hai Sari Duniya Ek Taraf Janam Hai
Chhod Ke Sab Kuch Ishq Nibhaye Kaisa Pagal Pan Hai

Na Laila Ne Na Majnu Ne Kheli Aisi Baji
Rabb Naraj Hai Lekin Phir Bhi Dono Ke Dil Raaji
Rabb Naraj Hai Lekin Phir Bhi Dono Ke Dil Raaji

Ek Mulaqaat Zaroori Hai Sanam
Ek Mulaqaat Zaroori Hai Sanam
Ek Mulaqaat Zaroori Hai Sanam
Ek Mulaqaat Zaroori Hai Sanam

Ek Mulaqaat Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.