Saathi Janam Maran Ka Tu Lyrics

in

Saathi Janam Maran Ka Tu Lyrics is a Hindi song composed by Master Krishnarao and sung by Balwant Singh, with lyrics penned by Pandit Sudarshan for soundtrack album of the film Padosi.

"Saathi Janam Maran Ka Tu" Song Details:

Movie: Padosi
Singer(s):Balwant Singh
Lyricist(s):Pandit Sudarshan
Composer(s):Master Krishnarao
Music Director(s):Master Krishnarao
Genre(s):Philosophical
Director(s):Rajaram Vankudre Shantaram
Music Label:© Young India Records
Starring:Mazhar Khan, Gajanan Jagirdar, Anees Khatoon, Mulia

Saathi Janam Maran Ka Tu Lyrics – Balwant Singh

lyricsbogie.com
Saathi janam maran ka tu
Saathi janam maran ka tu
Kadam kadam par
Duniya mein ha
Kadam kadam par
Duniya mein
Saathi janam maran ka tu
Sobha mere ghar ke hai
Ronak duniya bhar ki hai
Ronak duniya bhar ki hai
Janam maran ka sathi tu hai
Janam maran ka sathi tu hai
Saathi janam maran ka tu
Tujhse sukh jee ka
Tujh bin jag fika
Tujh bin jeena kya
Tu mera main tera re
Tu mera main tera re
Janam maran ka sathi tu hai
Janam maran ka sathi tu hai
Saathi janam maran ka tu

Man ki khushiyo ke
Moti aur heere
Pag pag par bikhre
Man phoola jag bhula re

Man phoola jag bhula re
Janam maran ka sathi tu hai
Janam maran ka sathi tu hai
Saathi janam maran ka tu
Kadam kadam par
Duniya mein ha
Kadam kadam par
Duniya mein ha
Saathi janam maran ka tu.

Saathi Janam Maran Ka Tu Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.